( KALAY JADU KI PACHAN )
Asalam o Alikum
tamam
dosto ko main kalay jado ki pachan batata hon
yeah alamat hain kalay elim
ki ……………
(1) Bay sakone mehsos karma.
(2) Sir
main darad rehna.
(3) Pora
jisam main darad rehna .
(4) Sex ki
khowahish barna yani sex ki talab main zayatee hona .
(5) Kamar
aur ghordo main darad rehna .
(6) Gaaleez
galeez paad ana .
(7) Jisam main agg mehsos hona.
(8) Pora
jisam garam rehna aur nak aur mu se garam hawa nikal .
(9) Ankhe jalna aur lal rehna.
(10) Pishab
aur pkhana bar bar ana .
(11) Dil
tazz tazz darak na .
(12)
Sans
mushkel se ana aur sena main darad rehna .
(13) Chir chira ho jana .
(14) Face jo hai kala ho jana jitna saket jado ho
ga otna he face
kala ho ga .
(15) Pet main darad rehna aur dast jesa pkhana
karna yani bad
hazme walay.
(16) Face per danay nikal na.
(17) Face behanak ho jana .
(18) Dil main ghabrate hona .
(19) Ager kisi ny khowab main pakhana deakha ho ya
pishab
deakha ho ya apna app ko ghosal khana main deakha hoo ya
pakhana us ka jisam
main laga dekha garaz yeah ka najis ko deakha
ho khowab
main.
(20) Sab kuch hona ka ba wajood na kush hona .
(21) Pet ka khaya piya gayab ho jana yani jo khaya
tha wo ada ya
1 ganta
main gayab phir bhook lagna lag jatee
hai yani khana bar bar
khana .
(22) Namaz se door aur allah se nafrate karna aur
bora bala kehna
dil main yeah wass wasa hota hai.
(23) Galah kharab rehna aur voice quality bhi.
(24) Khowab main darna aur ajeeb ajeeb dorona
khowab deakna
kabe
makre kabe sanap kabe chopkali aur
lal bake .
(25) Dil main ajeeb se khof hona aur dar be.
(26) Jisam main soheya chub na.
(27) Meday main dard rehna aur matli ki shekayat
rehan .
(28) Kahely aur dehla ho jana yani nikama ho jana
aur khoob
sona dair tak .
(29) Demage ka theek kam nahi karna kisi cheez ka
jaga per
rakha kar bhool jana aur phir baad main doond ta
rehna
yadasht ka kamzoor ho
jana pasa ka lan dan main pasa zada
de dena.
(30) Apna app se nafrate karna .
(31) Ankho ka samna
blue ya ping colour daba nazar ana ya phir
lines
nazar ana ajeeb see.
(32) Belawaja ki zada thakan hona.
(33) Quran perna se ya suna se jisam main darad ya
takleef hona.
(34) Sena main jalan or tazabiyat hona.
(35) Bar bar ahtalam hona mard ko.
(36) Jisam ki ragee kich na jisam ka parakhna.
(37) Hath
payer sun ho jana.
(38) Sir
main dana nikal na.
(39) Pishab
main bohat tazz badbu ana.
(40) Pakhana bohat zada badbu dar ana.
(41) Jisam main sarde lagna.
(42) Payroon main dard rehna.
(43) Khoweb main kuta deakhna or murde deakhna or
bicho.
(44) Din ba
din sookhte jana.
(45) Madicine ka asar na karna ya phir kabe kabe
start main
madicine asar
karte hai or us ka baad wohe madicine
nooksan pouchate hai
ya phir shoro main faida hota hai us ka baad
nahi hota.
(46) Zina deak na khoweb main khoweb main larki
or larka ko
sex karta howa deakhna ya nanga deakhna .
(47) Jisam bhare hona ya sir bhare ya kandha bhare
hona.
(48) Jism per neel k nishanoo ka per jana.
(49) Jism main kamzori hona beger kisi wajha k.
(50) Chakar ana aur ankhoon k agay andhera a
jana.
(51) Jism
pe laal (Red) colour k danay nikal ana.
(52) Azan ki
awaz sun k chirchira hona, awazar hona
aur bhagna
azan ki
awaz se aur nafrat karma azan ki awaz se.
(53) Munh main ganda pani ana jis ki ajeeb se
Gandhi boo hoo ,
Ya naak se
ek dam halaq main utarta hay, Jis ki bohat ajeeb
se heek hoti hay. Aur zayada ter khana khanay main pehlay
niwalay pe ya
dermiyan main khatay howay feel hota hay.
(54) Nazzla aur Chinkeen bohat zayada ana , Kabhi
kabhi Chink
martay
howay ek ajeeb se boo mehsoos karma ,
Jesay k sara howa
nazla bahir nikalnay ki boo hoti hay.
(55) Hark kam ko jaldi jaldi karma, Kabhi b kam
karma ho tu bas
ye Koshish karma k foran ho jay . Aur
ager kam main deer
ho jay tu Jism main bechaini start ho jati hay aur intezar nahi
hota.
(56) Khawab main kali behns ko dekhna , Ya behns
ko nalay main
nahatay howay dekhna.
(57) khoon k oper kalay raang ka saya ghomta howa
nazar ana
yani mathay ki taraf, Esa lagta hoo jesay ankhoon k
oper
pankha ghoom
raha hoo.
(58) Jism main keray ka katna feel hona aur jab us
jaga dekhoo tu
kuch b
na hoo.
(59) Ghar ki deeewaroon pe khoon k chintay perna
, Ya kaproon
pe khoon k chintay perna, Ya almari main khoon
k chintay
perna.
(60) Ghar mian laray jhagray rehna , Karoobar ka
slow slow
khatam ho jana, Koi b kam shoroo kiya jay wo a
chalay.
Jesa jado kiya jata hay wesi hi usji pehchan
hoti hay, Mager jo alamat oper batay gay hain wo b hoti hain. Ab ye jadogar k
oper hay k wo Banday ko kesi takleef dena chata hay. Ek baat ka bohat khas
dehan rakhna app sab , Jis pea mal kar diya jata hay us k amal ki kaat bohat
zarori hoti hay , warna time k sath sath us amal main tezi ati jati hay aur insan
khatam hota jata hay.
Is
liyay jin jin logoon pe jadoo karwadiya gaya
hay wo apna utara yani kiyay gay jadoo k amal ko khatam zaroor karwain. ALLAH
sab ko apni hifazat aur amann main rakhay aur sab ki mushkiloon ko asan karnay
k rastay asan karay Ameen.
Dua main yaad rakheye ga app
sab……
Ager koi sawalat pochana hoot
u mujhay is address pe email Karen. Aur jis ka jo b masla ho wo masala b likhay
aur apna aur apni ma ka naam likhna na bholay. Take hum us k mislay ko aur
b tafseel (Detail) se dekh sakenn.
email : naumanfarooq108@gmail.com
.jpg)
No comments:
Post a Comment